Privacy Policy

Privacy Policy

Mein aapko pehle he bta dena  chahta hu ki ye blog aapki koi information apne pas nhi rkhta hai jabtak ki aap usey khud na de jaise ki jb jab bhi Aap Hamare newsletter ko subscribe Karte Hain. Tab aap ek email address ko daal Ke newsletters ko subscribe kar lete hain. Aapke is email ke jariye hum aapko future mein post ki jane wali jankaria( information) email Kar dete hai. jissey aap iss blog ki kisi bhi information se piche nhi reh payengey.
             Yeh jaroori nhi hai ki aap hmare newsletter ko subscribe krein blki aap isey anonymously(gupt) treeke se bhi access kr skte hai

NOTE: GOOGLE jo ki ek third party vendor hai Hamare Liye
Cookies use karta hai ads provide karwane ke liye. Google in.co cookies ko enable karta hai taki wo user ke interest ke hisab Se unhe Ad dikha skey.

Suraksha (security)

aapki security ka hum sbse jyada dhyan rkhte hai isliye hum securiy,http aur secure connection etc ka istemal krte hai jo aapki safety ke sath jra bhi compromise nhi krta.

Third party link


Apne blogger website May third party link URL aapki  help ke liye add Karte Hain, To un  URL or website link ki Khud ki apni alag privacy policies hai. Hum un link or website ke liye bilkul Bhi jimedar Nahi Hai. Hamari privacy policies ke sath link Naa he Kisi ke saath depend hai. Yeh sirf isi website ke liye Manaya Hogi.

Agar aap hmare blog pe visit karte hain toh aap puri Tarah Se in privacy policies ke antargat Manya Ho Gey.

NOTE: Hum smay-smay par apni privacy policies change karte rehte hain. Uske liye regular hamari privacy policy check karte rehna hoga.

About | Sitemap | Privacy Policy | Contact |